Kabhi khud pe
Kabhi khud pe kabhi halat pe rona aaya
Kabhi khud pe
Kabhi khud pe kabhi halat pe rona aaya
Baat nikali to har baat pe rona aaya
Baat nikali to har baat pe rona aaya
Hum to samjhe the ke hum bhul gayein hein unko
Hum to samjhe the ke hum bhul gayein hein unko
Kya hua aaj yeh kis baat pe rona aaya
Kya hua aaj yeh kis baat pe rona aaya
Kisliye jeete hein hum
Kisliye jeete hein hum
Kiske liye jeete hein
Barha aise sawalat pe rona aaya
Barhan aise sawalt pe rona aaya
Kabhi khud pe